Jubin Nautiyal & Neeti Mohan - Boond Boond

Boond boond mein gumm sa hai
Yeh savan bhi to tum sa hai

Ek ajnabi ehsaas hai
Kuchh hai naya, kuchh khaas hai
Kasoor yeh sara mausam ka hai

Boond boond mein gumm sa hai
Yeh savan bhi to tum sa hai

Chalne do manmarziyan
Hone do gustakhiyan
Phir kahan yeh fursatein
Phir kahan nazdeekiyan

Keh do tum bhi kahin
Lapata to nahi
Dil tumhara bhi kuchh
Chahata to nahi

Boond boond mein gumm sa hai
Yeh saavan bhi to tum sa hai

Ek ajnabi ehsaas hai
Kuchh hai naya, kuchh khaas hai
Kasoor yeh sara mausam ka hai

Boond boond mein gumm sa hai
Yeh saavan bhi to tum sa hai.

Jubin Nautiyal & Neeti Mohan - Boond Boond için yorum ekle !


En popüler Jubin Nautiyal & Neeti Mohan şarkı sözleri

En popüler şarkı sözleri