Jubin Nautiyal - Fakeera Ghar Aaja

Tujhko yaad hai bata,
Bhuli bisri ye jagah,
Usme lipti wo subah..

Uss ek angan ko bana,
Tu zamin aur aasman,
Phirta kyun hai yuin tanhaa..

Tu hi jo darmiyaan hai,
Tujh mein aur aasiyaan mein,
Kar de kam fasle tu oo..oo..

Dastak tu de yaha pe,
Sunte hai darr waha pe,
Kar de kam fasle zara…

Ooo..oo..,
Tu chhod de zid ko,
Fakira ghar aaja,
Fakira ghar aaja..

Ajnabi sehron ki tu,
Kyun baahon mein sooye,
Yuin ginta sitaare,
Majdhaar ki hai aadat,
Paas mein hi thhe hamesa kinaare…

Tu hi jo darmiyaan hai,
Tujh mein aur aasiyaan mein,
Kar de kam fasle tu oo..oo..

Dastak tu de yaha pe,
Sunte hai darr waha pe,
Kar de kam fasle zara…

Ooo..oo..,
Tu chhod de zid ko,
Fakira ghar aaja,
Fakira ghar aaja

Jubin Nautiyal - Fakeera Ghar Aaja için yorum ekle !


En popüler Jubin Nautiyal şarkı sözleri

En popüler şarkı sözleri