Jubin Nautiyal - Aatishbaazi

Mujhko na khabar thi is tarah
Teri yaaden yun tadpayengi
Mujhko satayen jo yaaden wo
Tere hisse bhi to ayengi

Bechainiyon mein kyun lamha saja hai
Ke dil nahi sambhal raha

Yeh seene ke ander
Hai kaisa samandar
Kyun mujhko dubayen
Woh yaaden teri

Jo tu rubaru hai
To milta sukun hai
Yeh aatishbaazi hai teri meri

Mujhse yeh dil mera keh raha
Tujhse hain shikayatein badi
Kyun tere jaane ke baad bhi
Teri yaaden jaati hi nahi

Tera asar hai
Yeh tera nasha hai
Ke chain mera kho raha

Yeh seene ke ander
Hai kaisa samandar
Kyun mujhko dubayen
Woh yaaden teri

Jo tu rubaruo hai
To milta sukoon hai
Yeh aatishbaazi hai teri meri

Yeh dil ko pata hai
Jo dil chahta hai
Woh ehsaas ki tu zarurat meri
Tu hi aarzu hai
Tu mera junun hai
Yeh aatishbaazi hai teri meri

Add comment to Jubin Nautiyal - Aatishbaazi


Most populer Jubin Nautiyal songs

Most populer songs